Mast Nazron Se Lyrics in Hindi Song Detail -

 मस्त नज़रों से Mast Nazron Se Lyrics in Hindi

Mast Nazron Se


Song Detail -


Song : Mast Nazron Se 

 Singer : Jubin Nautiyal 

Lyrics : Manoj Muntashir 

Music : Rochak Kohli 

Label : T-Series


Lyrics -

Haan baarishon ka woh maheena Bhool payenge kabhi na Haan baarishon ka woh maheena Bhool payenge kabhi na 


Zulf se jab paani jhatka Tune jhoom ke


 Haaye aisi khoobsurat Bhool baithe hum sharafat Laut aayi paagal aankhein Tumko choom ke 


Ishq tha ya zehar chadh gaya tha Ishq tha ya zehar chadh gaya tha Hosh mein aaj tak na aa paaye 

Mast nazron se allah ba haye

 Mast nazron se allah bachaye

 Ho husn walon se allah bachaye 


Mast nazron se allah bachaye Ho husn walon se allah bachaye 


Aashiqui kaatilon ki gali hai 

Aashique kaatilon ki gali hai

 Jeete jee koyi wapas na aaye 


Mast nazron se allah bachaye 

Ho husn walon se allah bachaye

 Husn walon se allah bachaye


 Hmm hum akele the maze mein 

Bin piye hi the nashe mein 

Ek din humein raaste mein 

Mil gaye phir tum


 Ranjhe majnu agle pichhle 

Yaad aaye jabhum fisle 

Hans ke leli jaan nikle 

Aisi shaatir tum


 Tauba tauba woh talwar aankhein

 Tauba tauba woh talwar aankhein 

Cheer dala jigar haaye haaye 


Mast nazron se allah bachaye Mast nazron se allah bachaye Ho 

husn walon se allah bachaye 

Husn walon se allah bachaye 


Hum tumhare tumhare tumhare huye 

Hum tumhare tumhare tumhare huye 


Khaak the pehle ab toh sitaare huye 

Hum tumhare tumhare tumhare huye

 

Uski rehmat ke aise ishaare huye 

Uski rehmat ke aise ishaare huye 

Tum humare humare humare huye 


Haan ishq apna hai masoom isko

 Ishq apna hai masoom isko

 Dushmanon ki nazar lag na jaaye 



Boori nazron se allah bachaye Boori nazron se allah bachaye Ishq walon ko allah bachaye 

Boori nazron se allah bachaye Haan 

ishq walon ko allah bachaye

 Ishq walon ko allah bachaye Ishq walon ko allah bachaye

Post a Comment

0 Comments